作词 : Turaz/Azeem Shirazi
作曲 : Turaz/Azeem Shirazi
O.. Pehle kabhi.. Na tune mujhe gham diya
Phir mujhe.. Kyun tanha kar diya
Guzaare the jo lamhe pyaar ke
Hamesha tujhe apna maan ke
To phir tune badli kyun ada, yeh kyun kiya
Kabhi jo baadal barse
Main dekhoon tujhe aankhein bharke
Tu lage mujhe pehli baarish ki dua
Tere pehlu mein reh loon
Main khudko paagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan, seh loon saathiya
Aaa.. Saathiya.. Saathiya..
Hmm koi nahi.. Tere siwa mera yahaan
Manzilein.. Hain meri to sab yahaan
Mita de sabhi aaja faasle
Main chahoon mujhe mujhse baant le
Zara sa mujh mein tu jhaank le, main hoon kya.. Haan..
Kabhi jo baadal barse
Main dekhoon tujhe aankhein bharke
Tu lage mujhe pehli baarish ki dua
Tere pehlu mein reh loon
Main khudko paagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan, seh loon saathiya
Saathiya.. Aaa..

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |