Shreya Ghoshal-Saiyaara Reprise - Female歌曲免费下载

《Shreya Ghoshal-Saiyaara Reprise - Female》歌曲详情

Hmm Mmm Hmm Mmm

Aa Aa Aa Aa Aa

Main Tere Kal Mein Hoon Aaj Mein Hoon

Main Teri Saanson Ke Saaz Mein Hoon

Aankhein Jhuka Ke Sunle Mujhe Tu

Main Tere Dil Ki Aawaaz Mein Hoon

Tu Haunsla Hai

Tu Hai Iraada

Aadhi Main Tujhme

Mujhme Tu Aadha

Tootun Na Main Bhi

Toote Na Tu Bhi

Main Tera Sapna

Tu Mera Vaada

Haaye Main Mar Hi Jaaun

Jo Tujhko Na Paaun

Baaton Mein Teri Main

Raatein Bitaun

Hothon Pe Lamha Lamha

Hai Naam Tera Haaye

Tujhko Hi Gaaun Main

Tujhko Pukaarun

Saiyaara Tu To Badla Nahi Hai

Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai

Saiyaara Tu To Badla Nahi Hai

Mausam Zara Sa Rootha Hua Hai

Saiyaara

Saiyaara

Saiyaara

Aa Aa Aa Aa Aa Aa

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!