Shreya Ghoshal-Samandar歌曲免费下载

《Shreya Ghoshal-Samandar》歌曲详情

Haan*3 ......

Tu Heer Meri,Tu Jism Mera

Main Ranjhaa Hoon,Libaas Tera

Tu Heer Meri,Tu Jism Mera

Main Ranjhaa Hoon,Libaas Tera

Aa Yoon Qareeb Tu

Chhoo Loon Mein Teri Rooh

Bin Tere Main Hoon,Be-Nishaan

Samandar Main,Kinaara Tu

Jo Bikhroon Main,Sahaara Tu

Samandar Main,Kinaara Tu

Jo Bikhroon Main,Sahaara Tu

Pehle Thi Be-Wajah

Phhir Aa Ke Tu Milaa

Khuwaabon Ko Zinda,Kar Diya

Apne Wajood Ka,Hissa Bana Diya

Qatre Ko Dariyaa Kar Diya

Sheereen Hai Tu,Tumeri Zubaan

Farhaad Hoon Main,Alfaaz Tera

Aa Yoon Qareeb Tu

Chhoo Loon Mein Teri Rooh

Bin Tere Main Hoon,Be-Nishaan

Samandar Main,Kinaara Tu

Jo Bikhroon Main,Sahaara Tu

Samandar Main,Kinaara Tu

Jo Bikhroon Main,Sahaara Tu

Sehraa Ki Dhool Thi

Tu Ne Qubool Ki

Main Aasmaani,Ho Gayi

Jaagun Naa Umr Bhar

Jo Mere Hamsafar

Baahon Mein Tere So Gayi

Tu Laila Hai,Nigaah Meri

Main Majnoo Hoon,Talaash Teri

Ho.....Aa Yoon Qareeb Tu

Chhoo Loon Mein Teri Rooh

Bin Tere Main Hoon,Be-Nishaan

Samandar Main,Kinaara Tu

Jo Bikhroon Main,Sahaara Tu

Samandar Main,Kinaara Tu

Jo Bikhroon Main,Sahaara Tu

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!