Arijit Singh-Wo Ladki歌曲免费下载

《Arijit Singh-Wo Ladki》歌曲详情

Ik sanwari si ladki baawari si

Gusse mein patte si kaanpti si

Jo mera zikr sune bhool se bhi

Tarqeebon se dil ho dhaanpti si

Wo ladki mill jaaye toh kehna

Wo ladki mill jaaye toh kehna

Dhoop mein palkon ko kass ke woh meechti

Chalti ho zindagi ke kash kahin kheenchti

Wo ladki mill jaaye toh kehna

Haan.. woh ladki mill jaaye toh kehna aa…

Thodi thodi aankhein namm

Baaton mein tha phir bhi dum

Hansi nahi thi woh aisi

Jo baat mein yunhi ud jaaye

Raat mein yunhi ghul jaaye na na na..

Wo ladki mill jaaye toh kehna

Haan.. woh ladki mill jaaye toh kehna aa…

Dhoop mein palkon ko kass ke woh meechti

Chalti ho zindagi ke kash kahin kheenchti

Wo ladki mill jaaye toh kehna

Haan.. woh ladki mill jaaye toh kehna aa…

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!