Arijit Singh-Ude Dil Befikre歌曲免费下载

《Arijit Singh-Ude Dil Befikre》歌曲详情

MuDHix saloni

Ude dil Befikre…

Ude dil Befikre…

Angaaron mein nikhre

Ude dil befikre(X2)

Raat bhar jhoomenge

Aasmaan ghoomenge

Chaand ye choomenge

Taaron ke maarenge phere

Ude dil befikre

Ude dil befikre

Angaaron mein nikhre

Ude dil befikre

Unh!

Dandana, jhanjhana, sansana jaaye saansein

Jagmaga jaayein aankhein milte-milte-milte hi

Dagmaga, khankhana, hadbada jaaye saansein

Tadpada jaayein baahein milte-milte-milte hi

Aag ke rele hain

Barf ke dhele hain

Baazi pe khele hain

Thode thode dil ke tukde

Ude dil befikre, ude dil befikre

Angaaron me nikhre, ude dil befikre

Rokna tokna thaamna na maane

Tairna yeh jaane dariya dariya dariya mein

Jeetna haarna chheen'na naa jaane

Doobna ye jaane dariya dariya dariya mein

Dard mein ye nikhre

Haath mein jo pakde

Banke rooi bikhre

Armaan hai roohon ke nakhre

Ude dil befikre, Ude dil befikre

Angaaron mein nikhre

Ude dil befikre…(X2)

Befikre… udey…

Befikre…

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!