A.R. Rahman-Dekho Na歌曲免费下载

《A.R. Rahman-Dekho Na》歌曲详情

Dekho Na Zara Dekho Na

Tum Ho Main Hoon Aur Yeh Tanhaiyan Hain

Dekho Na Zara Dekho Na

Kaisi Naram Si Yeh Parchhaiyan Hain

Suno Zara Suno Zara

Dhadkanon Ki Sada

Suno Zara Suno Zara

Geet Khaamoshi Ka

Suno Zara Suno Zara

Kehti Hai.. Raat Kya

Raat Hai Le Ke Aae

Kitne Arman Anjane

Kahti Hai Sau Afsane

Sunta Hoon Main

Raat Ne Li Angdae

Anhoni Baat Hai Hoti

Bikhre Hain Jaise Moti

Tumne Yeh Kya Kah Diya

Meri Aankhon Mein Diyeh Hain Jaise Jal Gayeh

Tumne Yeh Kya Kah Diya

Meri Raaton Ke Andhere Jaise Dhal Gayeh

Tumse Hi To Mil Ke Maine Jana Hai

Sapne Kya Hote Hain

Tumse Hi To Mil Ke Maine Jana Hai

Dil Kaise Khote Hain

Chandni Se Bhi Pyari Mujhko In Palkon Ki Chaanv

Tumne Basaya Mere Dil Mein Ik Sapnon Ka Gaanv

Tumne Mujhko Chaha To Mausam Rang Chhalkata Hai

Har Panchhi Ab Gata Hai Mere Liyeh

Tumne Mujhko Chaha To Jeevan Ki Sari Raahein

Khole Hain Apni Baanhein Mere Liyeh

Dekho Na Zara Dekho Na

Tum Ho Main Hoon Aur Yeh Tanhaiyan Hain

Dekho Na Zara Dekho Na

Kaisi Naram Si Yeh Parchhaiyan Hain

Tum Bin Din Soone The Ratein Sooni Thi

Veeraani Thi Chhaayi

Ab Jaise Din Chumke Raatein Mahki Hain

Tum Ho Jo Humraahi

Tum Bin Jaise Main Thi Adhoori

Poori Ho Gayi Hoon Main

Tumko Pa Ke Jag Paya Hai Par Khud Kho Gayi Hoon Main

Hum Donon Ne Ab Jana Jeene Ka Matlab Kya Hai

Pahle Kya Thi Ab Kya Hai Yeh Zindagi

Hum Donon Ne Ab Jana Duniya Kitni Pyari Hai

Payee Kitni Sari Hai Humne Khushi

Dekho Na Zara Dekho Na

Tum Ho Main Hoon Aur Yeh Tanhaiyan Hain

Dekho Na Zara Dekho Na

Kaisi Naram Si Yeh Parchhaiyan Hain

Suno Zara Suno Zara

Dhadkanon Ki Sada

Suno Zara Suno Zara

Geet Khaamoshi Ka

Suno Zara Suno Zara

Kehti Hai.. Raat Kya

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!