Various Artists-Tere Liye歌曲免费下载

《Various Artists-Tere Liye》歌曲详情

作词 : Javed Akhtar

作曲 : Madan Mohan

Tere liye hum hain jiye honthon ko siye

Tere liye hum hain jiye har aansoo piye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye

Tere liye tere liye

Tere liye hum hain jiye har aansoo piye

Tere liye hum hain jiye honthon ko siye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye

Tere liye tere liye

Zindagi le ke aayi hai beete dinon ki kitaab

Zindagi le ke aayi hai beete dinon ki kitaab

Ghere hain ab humein yaadein behisaab

Bin poochhe mile mujhe kitne saare jawaab

Chaaha tha kya paaya hai kya humne dekhiye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye

Tere liye tere liye

Kya kahoon duniya ne kiya mujh se kaisa bair

Kya kahoon duniya ne kiya mujh se kaisa bair

Hukam tha main jiyun lekin tere baghair

Naadaan hai woh kehte hain jo mere liye tum ho gair

Kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye

Tere liye tere liye

Tere liye hum hain jiye honthon ko siye

Tere liye hum hain jiye har aansoo piye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye

Tere liye tere liye

Tere liye

Tere liye

Tere liye

Tere liye

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!