Shaan/Shreya Ghoshal-Kyun (From "Kambakkht Ishq")歌曲免费下载

《Shaan/Shreya Ghoshal-Kyun (From "Kambakkht Ishq")》歌曲详情

作词 : Anvita Dutt Guptan

作曲 : Anu Malik

Kyun phoolon ke

Khile khile rang ud gaye

Kyun in dino

Khud se rehti hoon mein khafa khafa

Khafa khafa

Kyun phoolon ke

Khile khile rang ud gaye

Kyun in dino

Hosh mein hai mere

Nasha nasha

Kyun phoolon ke

Khile khile rang ud gaye

Teri meri takraro se

Bana dil ka yeh rishta hai

Aaina to mein dekhu to

Tera chehra hi dhita hai

Jab se mujhse tu mili

Jane kaise mulakaton mein

Yunhi aisi waise baaton mein

Kare chote mote vaadein the

Isi chote se bahane se

Pakke tujhe kho diya

Meri hi hai khata

Meri hi hai saja

Phir bhi dil kaheYeh Kyun Hua

Kyun in dino

Khud se rehti hoon mein khafa khafa

Khafa Khafa

Kyun phoolon ke

Khile khile rang ud gaye

Kyun in dino

Hosh mein hai mere

Nasha nasha

Aaj se jo mere kal honge

Teri aankhon mein woh dekhte hai

Teri baaton ke jo aksar hai

Meri daastan ho likhte hain

Aisa mujhe Kyun hua

Dhuan dhuan si kahani hai

To bhi aakhon mein bhi paani hai

Galon se yeh jo guzarti hai

Tere gam ki nishani hai

Mit si gai har dua

Meri hi hai khata

Meri hi hai saja

Phir bhi dil kahe

Yeh kyun hua

Kyun in dino

Khud se rehti hoon mein khafa khafa

Khafa Khafa

Kyun phoolon ke

Khile khile rang ud gaye

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!