作词 : Suvam Jalui
作曲 : Suvam Jalui
Aaj main khada
Tere liye hoon
Ek hi jagah
Chalta main hoon
Kahin pe hai khuda
Kahin aur dua
Jahan pe ho nishaniyan
Waha hain kahaniyan
Jab dil kuch kehna chahe
Jo meri samajh mein na aaye
Tab tab shayad dil mujhko
Mehsoos tera karwaye
Ke tere liye main yahaan, na hoon wahaan
Bas tujhmein rehta hoon
Ke tere liye sau saza, zara zara
Main qubool karta hoon
Ke tere liye main yahaan, na hoon wahaan
Bas tujhmein rehta hoon
Ke tere liye sau saza, zara zara
Main qubool karta hoon
Tere naam ka nasha har dil mein chha gaya
Teri mohabbat ka rang saara jahaan saja
gaya
Tu hai ik karam ka dariya, tu hai sukoon ka
raag
Teri adaayein hain rehmat, tera wajood hai baag
Phoolon me rehti, saanson pe behti
Har waqt teri khushboo yahan
Teri zikr ko rakhna hai bandh ke
Haq ho uspe bas mera
Phoolon me rehti, saanson pe behti
Har waqt teri khushboo yahan
Teri zikr ko rakhna hai bandh ke
Haq ho uspe bas mera
Tere bin kahin dil lagta nahin
Tujhe dhund ta ye aankhein thakta nahin
Main badalon pe, likhta hoon
Tera hi shukrana
Ke tere liye main yahaan, na hoon wahaan
Bas tujhmein rehta hoon
Ke tere liye sau saza, zara zara
Main qubool karta hoon
Ke tere liye main yahaan, na hoon wahaan
Bas tujhmein rehta hoon
Ke tere liye sau saza, zara zara
Main qubool karta hoon
Chupke se hawa, mere paas aaye
Mujhse yeh kahe, tujhe kitna ye chahe
Sapno ka sheher, khwabon ka dagar
Tere bin sab mujhko, lagta hai bekhabar
Ke tere liye main yahaan, na hoon wahaan
Bas tujhmein rehta hoon
Ke tere liye sau saza, zara zara
Main qubool karta hoon
Ke tere liye main yahaan, na hoon wahaan
Bas tujhmein rehta hoon
Ke tere liye sau saza, zara zara
Main qubool karta hoon
Dil mein tere, fasane hain
Labon pe adhoore afsane
Jo na kahun woh baatein wahan
Bin tere adhoori raatein jaha

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |