Parinay jain/Aryan Nabar/Nipun Kapoor-Pir歌曲免费下载

《Parinay jain/Aryan Nabar/Nipun Kapoor-Pir》歌曲详情

作词 : Nipun Kapoor

作曲 : Parinay jain/Nipun Kapoor/Aryan Nabar

Ishq ruhaani sa

Zakhm hai piya

Iski chubhan mei bhi

Hai Meetha mazaa

Ishq ruhaani sa

Zakhm hai piya

Iski chubhan mei bhi

Hai Meetha mazaa

Din rainn beeti jaaye

Dil na sune

Ghar baar chain gawake

Sapne bune

Dil ka ye khaali khhali pan

O Mahi mera teri Chhuan se bhar gaya

Sohneya ve meri Akhiyan

Teri akhan di murid ho gayiya

Ki labna hun rab da ghar kude, haye

Teri gallan meri pir ho gayiyan

Teri adaayein jaalsaazi

Toh na hongi

Thoda jo qareeb aau

Faansi Toh na hogi

Teri adaayein jaalsaazi

Toh na hongi

Thoda jo qareeb aau

Faansi Toh na hogi

Mere taar mausiki se

Tu bani ilham mera

Saanjh sa mai dhal bhi jau

Dede baahon mei jagah

Teri zulfon ke saaye mei

O mahi meri neend ko sirhana mil gaya

Sohneya ve meri Akhiyan

Teri akhan di murid ho gayiya

Ki labna hun rab da ghar kude

Teri gallan meri pir ho gayiyan

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!