作词 : Kunaal Vermaa
作曲 : Kaushik-Guddu
Jo Tu Aag Hai Haan Toh Phir Mujhe
Jalne Ka Shaukh Hai Jalne Ka Shaukh Hai
Marne Se Kahin Zyada Haan Tujhe
Khone Ka Khauf Hai Khone Ka Khauf Hai
Tu Chahiye Mujhe Chahe Kahe Ise
Mera junoon Ya Phir Tu Zid Meri
Tu Hi Armaan Tu Hi Sach Hai
Keh Rahi Deewaniyat Hai
Main Yeh Dil Pe Likh Chuka Hoon
Tu Mera Hai Tu Mera Hai
Tere Aage Zindagi Ki
Khakh Jitni Ahamiyat Hai
Faisla Main Kar Chuka Hoon
Tu Mera Main Bhi Hoon Bas Tera
Tu Hi Armaan Tu Hi Sach Hai
Keh Rahi Deewaniyat Hai
Main Yeh Dil Pe Likh Chuka Hoon
Tu Mera Hai Tu Mera Hai
Tere Aage Zindagi Ki
Khakh Jitni Ahamiyat Hai
Faisla Main Kar Chuka Hoon
Tu Mera Main Bhi Hoon Bas Tera

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |