Udit Narayan/Alka Yagnik-Tinak Tin Tana歌曲免费下载

《Udit Narayan/Alka Yagnik-Tinak Tin Tana》歌曲详情

Tinak tin tana

Who dhoon to bajaana

Tinak tin naachun mein

Gaaye dil jhoomen zamaana

Tinak tin tana

Who dhoon to bajaana

Tinak tin naachun mein

Gaaye dil jhoomen zamaana

···Music···

Bulaaye rhun jhun, rhun jhun

Rhun jhun karti paayal

Hawa mein udta udta

Aaye maheka aanchal

Tujhe batloungi mein mannki saari baatein

Guzaaren kaise kaise maine ye din raaten

Mere naino ke darpan mein

Teri yaadon ke aangan mein

Meri saanson mein jeevan mein

Sirf teri khushboo hai

Sirf tera chahera hai

Sirf tera charchaa hai

Sirf tera pahera hai

Tinak tin tana

Who dhoon to bajaana

Tinak tin naachu mein

Gaaye dil jhoomen zamaana

···Music···

Tere bina jeena jeena jeena ab nahin jeena

Judai waala ansoon ab humko nahin peena

Tujhe mein alkon palkon mein apni rakhloungi

Tujhe mein pal pal pal pal sachi chaahat dungi

Tujhe baahon mein bhar lounga

Teri zulfon se khelounga

Tere saare gham lelounga

Tun hi mera dilbhar hai

Tun hi meri dhadkan hai

Tun hi mera janum hai

Tun hi mera humdum hai

Tinak tin taana

Who dhoon to bajaana

Tinak tin naachun mein

Gaaye dil jhoomen zamaana

Tinak tin naachun mein

Gaaye dil jhoomen zamana

Hoy tinak tin naachun mein

Gaaye dil jhoomen zamaana

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!