Kumar Sanu/Alka Yagnik-Ladki Badi Anjaani Hai歌曲免费下载

《Kumar Sanu/Alka Yagnik-Ladki Badi Anjaani Hai》歌曲详情

Ladki badi anjaani hai

Sapna hai sach hai kahaani hai

Dekho ye pagli bilkul na badli

Ye to vohi deewani hai

Ladka bada anjaana hai

Sapna hai sach hai fasana hai

Hay hay ye pagla bilkul na badla

Ye to vohi deewana hai

Paas rehke bhi thi doori

Jaane kaise thi majboori

Vaqt vo bhi ajeeb tha

Jab tu mere kareeb tha

Kho gayi tu ye kis jahaan mein

Main wahaan hoon dekh to zara

Ladka bada anjaana hai

Sapna hai sach hai fasana hai

Dekho ye pagli bilkul na badli

Ye to vohi deewani hai

Hum bheed mein bhi thi tanhai

Yaad har pal teri aayi

Roke koi mujhe zara

Bhar na aaye ye dil mera

Behke behke mere kadam hain

Aise mein tu sambhaal to zara

Ladki badi anjaani hai

Sapna hai sach hai kahaani hai

Haan haan ye pagla bilkul na badla

Ye to vohi deewana hai

Tumne na jaane kya sapne dikhaayeaa

Jaage na sota hai

Kuchh kuchh hota hai

Kuchh kuchh hota hai

Kuchh kuchh hota hai

Kuchh kuchh hota hai

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!