Alka Yagnik-Aksar Is Duniya Mein歌曲免费下载

《Alka Yagnik-Aksar Is Duniya Mein》歌曲详情

Aksar Is Duniya Mein Anjaane Milte Hain

Aksar Is Duniya Mein Anjaane Milte Hain

Anjaani Raaho Mein Milke Kho Jaate Hain

Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain

Aksar Is Duniya Mein Anjaane Milte Hain

Anjaani Raaho Mein Milke Kho Jaate Hain

Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain

Aksar Is Duniya Mein

Aankhon Se Baat Hoti Hain

Dhadkan Bhi Saath Hoti Hain

Koi Na Samjhe Yeh Ishq Ki Zubaan

Aankhon Se Baat Hoti Hain

Dhadkan Bhi Saath Hoti Hain

Koi Na Samjhe Yeh Ishq Ki Zubaan

Dheere Dheere Se Woh Dil Mein Bas Jaate Hain

Dheere Dheere Se Woh Dil Mein Bas Jaate Hain

Chori Chori Se Woh Dil Ko Churaate Hain

Phir Ek Din Woh bichad Jaate Hain

Aksar Is Duniya Mein

Yeh Dil Jo Pyaar Maange Hain

Saccha Dildaar Maange Hain

Jaane Mohabbat Mile Kise Kahan

Yeh Dil Jo Pyaar Maange Hain

Saccha Dildaar Maange Hain

Jaane Mohabbat Mile Kise Kahan

Jab Aisi Raaton Mein Deewane Milte Hain

Jab Aisi Raaton Mein Deewane Milte Hain

Nazren Takrate To Dil bhi Dhadakte Hain

Chaahat Ke Afsaane Ban Jaate Hain

Aksar Is Duniya Mein

Anjaane Milte Hain

Anjaani Raaho Mein

Milke Kho Jaate Hain

Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain

Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain

Aksar Is Duniya Mein

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!