Benny Dayal-Locha-E-Ulfat歌曲免费下载

《Benny Dayal-Locha-E-Ulfat》歌曲详情

作词 : Amitabh Bhattacharya

作曲 : Amitabh Bhattacharya

Iklauta mera dil tha

Bhola-bhaala simple tha

Tujh se main takraayaa

Sarphira ho gaya

Mujhe pyaar laga jo

Tujhe laga bhai-chara

Armaan to jaage

Main magar so gaya

Ban ke museebat, peechhe padi hai

Ye comedy hai, ya tragedy hai

Na hona tha kyun ho gaya

Locha-e-Ulfat ho gaya

Tere mere do nazariye, nazdeek hain lekin

Ik baal barabar beech mein line hai

Chubhta hi rehta hai

Gadta hi rehta hai

Tujhe fark nahi hai, Tu badi fine hai

Ban ke museebat

Peechhe padi hai

Ye comedy hai

Ya tragedy hai

Na hona tha kyun ho gaya

Locha e Ulfat ho gaya

Locha-e-Ulfat ho gaya

Ye haal behuda hai

Kis mood mein khuda hai

Kyun dil ki dhadkanon se

Maze mein khele ye ludo samjhaao

Kya khaak dosti hai

Daftar ki naukri hai

Karne ko dil nahi hai magar kare jaaun..

Tere aane se pehle theek tha

Ab murjhaya sa jaise koi phool hoon

Pehle tha banda kitna kaam ka

Khaali refill jaisa ab fizool hoon

Raaton ko.. main jaagoon, main jaagun

Saari neendein, wo le gayi.. chura ke, chura ke

Sun to.. khwabon ki khwabon ki

Khidkiyon se.. aa ke phir jhaanke

Chal tu hi batlaa de na

Ban ke museebat

Peechhe padi hai

Yeh comedy hai

Yaa tragedy hai

Naa hona tha kyun ho gaya

Locha-e-Ulfat ho gaya

Locha-e-Ulfat ho gaya

Iklauta mera dil tha

Bhola-bhaala simple tha

Tujh se main takraayaa

Sarphira ho gaya

Ban ke museebat

Peechhe padi hai

Ye comedy hai

Ya tragedy hai

Na hona tha kyun ho gaya

Locha e Ulfat ho gaya

Locha-e-Ulfat ho gaya

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!