RUUH/JOH/Jubin Nautiyal/Jonita Gandhi-Ecstasy歌曲免费下载

《RUUH/JOH/Jubin Nautiyal/Jonita Gandhi-Ecstasy》歌曲详情

作词 : RUUH/JOH/Smriti Bhoker

作曲 : RUUH/JOH

Kyon ishq se haari hai ye pyaar nadani hai

Hai sitare ye sare har jagah

Kyon ishq se haari hai ye pyaar nadani hai

Ye pyaar mein sare qurbaan

···

Tanha in raton mein

Tute sawalon mein

Rehta hai bass ek naam

Tu hi bata de

Koi sila de

Jaun ab main kahan

In raton mein

Sawalon mein

Duba hu main iss qadar

Khwabon ki

Hawaon mein

Hoga kya kisse khabar

Kyon ishq se haari hai ye pyaar nadani hai

Hai sitare ye sare har jagah

Kyon ishq se haari hai ye pyaar nadani hai

Ye pyaar mein sare qurbaan

···

Inn fizaon mein

Dhalti Shmaien ye

Chand pe naam hai tera

Jane na kaise hogaye tere

Mujh se na hona khafa

In raton mein

Sawalon mein

Dubi hu main iss qadar

Khwabon ki

Hawaon mein

Hoga kya kisse khabar

Kyon ishq se haari hai ye pyaar nadani hai

Hai sitare ye sare har jagah

Kyon ishq se haari hai ye pyaar nadani ha

Ye pyaar mein sare qurbaan

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!