Rohan-Harf歌曲免费下载

《Rohan-Harf》歌曲详情

作词 : Rohan Kishor

作曲 : Rohan Kishor

Har harf kaagazon pe tumko banaye hain

Likhne jo aaye hain yeh daastan

Tera savera ban raatein bitaye hain

Tab jaake laaye hain ek fajr sa

Tu hi raha, raha khwaab tu

Na khwaab hai, na main tere saath hoon

Ho raabta ya ho faasla

Sab hai munaasib agar tere saath ho

Yun sanjoye main apne sapnon ko

Ruk main jaaunga, saath rakh lo jo

Is kahaani mein ek fasaana hai

Tumko batana hai

'gar batane do

Tu hi raha, raha khwaab tu

Na khwaab hai, na mai tere saath hoon

Ho raabta ya ho faasla

Sab hai munaasib agar tere saath ho

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!