作词 : Shabbir Ahmed
作曲 : Shabbir Ahmed
Teri yaad hai
Har jagah
Teri yaad hai
Har jagah
Nahi milna humara
Bewajah
Aashiqui tujhse
Yunhi nahi hai
Koi na koi
Hai wajah
Aashiqui tujhse
Yunhi nahi hai
Koi na koi
Hai wajah
Teri yaad hai
Har jagah..
♪
Tanha katega
Kaise ye safar
Mujh mein zinda
Tu hai iss qadar
Jis ehsaas ko lafzon mein kehna..
Hai mumkin nahi ye
Ab mera
Aashiqui tujhse
Yunhi nahi hai
Koi na koi
Hai wajah
Teri yaad hai
Har jagah..
♬
Katra katra
Toot raha hoon
Ishq mein tere
Doob raha hoon
Bikhre din hain beparwah raatein hain
Kashish kuch ye aisi
Bepanah
Aashiqui tujhse
Yunhi nahi hai
Koi na koi
Hai wajah
Teri yaad hai
Har jagah..
Teri yaad hai
Har jagah..
♪♪

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |