Neha Kakkar/Aman Bhatt/Tony Kakkar-Hai Zaroori歌曲免费下载

《Neha Kakkar/Aman Bhatt/Tony Kakkar-Hai Zaroori》歌曲详情

作词 : Tony Kakkar

作曲 : Tony Kakkar

Zindagi ke gham haste haste seh loon

Waada jo karo sang jeene ka

Khuda hai banaya hai mere pyaar tujhe humne

Zakham dikhaya har seene ka

Ik cheez mujhe jitayegi

Warna hai meri haar

Tera pyaar, tera pyaar

Hai zaroori tera pyaar

Tera pyaar, tera pyaar

Hai zaroori mere yaar

···Music···

Meri raaton ko batao

Din bhar kiske

Khayalon mein rehte

Ho doobe doobe tum

Na mil paate ho gar

Apne sanam se

Rehte ho batao

Kyon roothe roothe tum

Meri tarah batao ke

Rehte ho beqaraar

Tera pyaar, tera pyaar

Hai zaroori tera pyaar

Tera pyaar, tera pyaar

Hai zaroori mere yaar

···Music···

Urdu ki koi

Ghazal hai tu humdum

Jo rehta labon pe

Subah shaam ko

Jo poochte hain log

Naam mera toh

Bata deta hoon main

Tere naam ko

Duniya se kya lena mujhko

Mera tu hi hai sansaar

Tera pyaar, tera pyaar

Hai zaroori tera pyaar

Tera pyaar, tera pyaar

Hai zaroori mere yaar

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!