作词 : Tanishk Bagchi/A.M. Turaz/Indeevar
作曲 : Tanishk Bagchi/A.M. Turaz/Indeevar
Ek Toh Kam Zindgaani
Us Se Bhi Kam Hai Jawaani
Ek Toh Kam Zindgaani
Us Se Bhi Kam Hai Jawaani
Jab Tak Josh Mein Jawaani
Jab Tak Khoon Mein Rawaani
Jab Tak Josh Mein Jawaani
Jab Tak Khoon Mein Rawaani
Mujhe Hosh Mein Aane Naa Do
Pyaar Do Pyaar Lo
Pyaar Do Do Pyaar Lo
Tera Pyar Mila To Jag Saara Mila Hai
Mujhe Kisi Se Na Koi Ab Shiqwa Gila Hai
Tera Pyar Mila To Jag Saara Mila Hai
Mujhe Kisi Se Na Koi Ab Shiqwa Gila Hai
Zindagi Se To Phir,Jo Bhi Lamha Mile
Zindagi Se To Phir Jo Bhi Lamha Mile
Usey Pyaar Pe Waar Do
Pyaar Do Do Pyaar Lo
Pyaar Do Do Pyaar Lo
Oh Pyaar Do
Oh Pyaar Lo
Kuch Na Mera Sab Yaar Tera Hai
Zehar Sahi Par Pyaar Mera Hai
Kuch Na Mera Sab Yaar Tera Hai
Zehar Sahi Par Pyaar Mera Hai

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |