Salamat Ali Siddique-YAADEIN歌曲免费下载

《Salamat Ali Siddique-YAADEIN》歌曲详情

作词 : Salamat Ali Siddique/Akshata Soni

作曲 : Salamat Ali Siddique

Tere nigaahon mein aaye,

Tere baahon mein aane de na, aane de na,

De de mujhe sukoon.

Teri baaton mein aake,

Yu hi saason mein aane de na, aane de na,

Tu hi mera junoon.

Teri yaadein sataati hai,

Raatein raatein jagaake meri yeh bin bulaaye aati hai, Inhe aane bhi de tu.

Jo Teri yaadein sataati hai,

Raatein raatein jagaake meri yeh bin bulaaye aati hai,

Inhe aane hi de tu.

Tere saanson me khoke,

Tere labon ko chune de naa, chune de na

Mere khwaabon mein tu.

Tujhse raahe milake,

Zindagani beetane de na, bitaane de na,

Tu meri aarzoo.

Kyun teri yaadein sataati hai,

Raatein raatein jagaake meri Yeh bin bulaaye aati hai,

Inhe aane bhi de tu.

Jo Teri yaadein sataati hai..

Raate raate jagake meri Yeh bin bulaaye aati hai,

Inhe aane hi de tu…

Teri yaadein sataati hai,

Teri yaadein sataati hai,

Teri yaadein sataati hai,

Teri yaadein sataati hai.

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!