Priyansh Srivastava/Garvit Soni/Prim4l/Prateeksha Srivastava/Saurabh Jain-Khwabon Ke Rang歌曲免费下载

《Priyansh Srivastava/Garvit Soni/Prim4l/Prateeksha Srivastava/Saurabh Jain-Khwabon Ke Rang》歌曲详情

作词 : Priyansh Srivastava/Saurabh Jain

作曲 : Priyansh Srivastava

Is raste pe chalke

Yaha se Kuch doori par

Yaadon ki karwaton me

Ek Gali dikhai deti hai

Koi mujhe bulata hai

Kahi se kisi ki ek aawaaz sunai deti hai

Mai mud jata hu

Awaaz sunke Mai uski behek jata Hu

Wo kehti hai ki mujhe

Le chal zara Apne sang

Rang de Tu mujhe

Apne khwabon ke rang

Meri parchhayi jab bhi

Mujhse milna chahe

Ya phir agar mere qareeb Aaye

Chand bhi door se chhup ke muskuraye

Koi sath me chalta hai

Koi na koi peeche bhi mere dheere dheere chalta hai

Mai darr jati hu

Awaaz uski mai sunke behek jati Hu

Wo kehti hai ki mujhe

Le chal zara Apne sang

Rang de Tu mujhe

Apne khwabon ke rang...

Le chal zara

Le chal zara

Le chal zara apne sang

Rang de Tu mujhe

Apne khwabon ke rang...

Khwabon ke rang

khwabon ke rang

Rang de Tu mujhe

Apne khwabon ke rang...

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!