Lakshay/Aakanksha Sharma-Pyaar Ke Saleeqe歌曲免费下载

《Lakshay/Aakanksha Sharma-Pyaar Ke Saleeqe》歌曲详情

作词 : Dhruv Yogi

作曲 : Lakshay/Siddharth Singh

Tu Mujhe Dhundhati Rahti

Jahan Main Hu Nahi

Koi Mujhe Dhundh Kar Mila

Magar Woh Tu Nahi

Ye Dil Ko Kehta Bhi Kaise

Fasle Sehta Bhi Kaise

Haan Aise Kaise Main Samjhata

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata

Tu Ruth Ke Bhi Jo Jaaye

Main Jaanu Na Manana

Haan Adha Hi Likha Hai

Rabb Ne Apna Afsana

Ye Kaisa Ishq Hai Tera

Mujhko Bin Rehn Rula

Na Door Main Ho Paati Hu

Na Pass Bhi Aaya Jaaye

Chhodu Kaise Isse Adhura

Chah Kar Bhi Hoga Na Poora

Ye Jazbaato Ka Samjhauta

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata

Dilan Ke Taar Toote Hai Jabse

Neend Se Nain Ruthe Hai Tabse

Main Kaise Tujhko

Dil Ki Baat Batau

Pyaar Ke Do Tarike Hai

Ishq Ke Do Saleeqe Hai

Ek Tujhko Nahi Aata

Ek Mujhko Nahi Aata.

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!