作词 : Wasim Akram
作曲 : Wasim Akram
Naadan rishtey, kyoun ban jaate hain
Iss duniya ke, insaano mein
Jaane khuda tuney kyoun hain banayi
Kismat ki yeh lakeerey
Chall para tha jo jeene ki raaho mein
Kaanto se chubti kyoun unki kadmein
Mushkilo mein jo ek pal ho rahat ke
Khwahishein dasti hain deta dil ko sadme
Saath unka kabhi jo mukammal tha
Aaj kyoun milta hain zillat naseeb ka
Tehzeebo mein ibadat tera karey
Doobti iss kashti ko tu de jaa sahara

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |