作词 : Amol Khare/Nilesh Bhattacharyaa
作曲 : Amol Khare
Shaam kayi
Beet gayi
Yaad nahi aayi
Aaj aisa
Kya hua
Aankh jo bhar aayi
Shaam kayi
Beet gayi
Yaad nahi aayi
Aaj aisa
Kya hua
Aankh jo bhar aayi
Dil mein ek ajeeb sa
Ehsaas jaaga hai
Chehra meri aankhon mein
Phir se tera aaya hai
Door
Hai mujhse tu
Paas
Hai kyun nahi
Gham nahi
Hai koyi
Sang rehna paaye
Tu khush hai
Sochke hi
Dil ye sambhal jaaye
Zindagi mein bikhre se
Kayi hisse aate hain
Khushiyan teri yaadon se
Naye kisse laati hain
Door
Hai mujhse tu
Paas
Hai kyun nahi

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |