Emcee Hasnain/Maharya-Billa歌曲免费下载

《Emcee Hasnain/Maharya-Billa》歌曲详情

作词 : Emcee Hasnain/Maharya

作曲 : Emcee Hasnain/Maharya

Emcee Hasnain

Yo Emcee Hasnain Aslimaal Idhar Hai Kya!

Phool Bina Paani Kabhi Na Khilte

Kichad Mein Kamal Nhi, Saap Hi Palte

Speaker Par Dhool Tera Vibe Hai Kalka

Bhagwaan Mai Khelka Mujhe Paap Na Lagte

Yeh Bachkaane Rappers Mujhe Chaapna Sakte

Yeh Bachkaane Rapper Mujhe Bhaap Na Sakte

Yeh Wanna Be Ladke Mujhe Dekhte Same

Tere Jaisa Bag Mere Jaisi Chain

Yaha Bajta Og Nahi Chutta Change

Yeh Ladke Kal K Hota Mudda Change

Inka Flow Hai Thanda Inke Rhyme Hai Lame

Teri Bandi Thand Mein Mere Pass Tho Bhej

Chote Ghass Tho Ley Aur Pass Tho Kar

Tere Jaise Roz Milte Mujhe Raaston Par

Abe Paltu Kutte Zara Awaz Tho Kar

Bhooke Jabhi Meri Gaadi Aati Raaste Par

Chal Chal Ke Dekha,

11 Number Wali Buss Tu Pakad Ke Dekha,

Agar Rukh Na Tho Naya Kuch Karke Dekha

Apne Gaano Mein Naya Kuch Leekhe Dekha

Agar Chaapa Tho...

Agar Chaapa Tho Tere Muh Pe Chaapa Hai

Naam Mera Aadhar Card Tera Mai Papa Hai

Aslimaal Idhar Hai Na Kiska Bhi Dhapa Hai

Chowkidar Hiphop Ka Me Mera Naam Thapa Hai

Tu Thapa Bol Mujhko Ya Papa Bool

Paiso Ki Baat Karta, Pehle Tu Khata Khol

Biryani Chahiye Par Muh Mein Batata Roll

Keh K Mai Leylo Aur Lagaadu Naka Toll

Khair Inn Baaton Se Bare Mein To Nahin Rakhta

Yah Shahar Iski Yah Lagi Hai Lehar Kabhi Hai Fare Kabhi Hai Ganda

Koi Dey Do Rey Dare Puraani Imarath Ko Kardu Mai Dher

Yeh Cement Ke Jungle Mein Kano Mein Humble

Mogli Ko Isbar Khayega Sher

Maharya

Deta Mein Toh Dhyaan, Mile Mujhe Gyaan

Bhare Fir Kitaab, Chale Yeh Zubaan, Karta Mein Toh Roz

Laga Raha Saara Apne Dil Ka Zor

Chinta Bojh, Asliyon Ke Hausley Na Pade Kamzor

Aaj Kal Ke Rapper Maarte Pateli Bas

Hateli Me Maal Ko Ghaske Maangte Views Yeh

Kaalpanik Duniya Dikhaate

Dimaag Me Thoosne, Log Ho Jaaye Majboor Se

Beat Pe Na Aata Koodne

Fir Bhi Yeh Aate Hai News Pe

Hote Mashoor Yeh

Asliyat Me Inki Zindagi Alag Par

Mic Ke Saamne Toh Yeh Saare Hai Jhoote

Inke Gaano Me Dum Nahi

Inke Sheheron Me Rap Ka Na Dhanda Hai

Kehte Hai Gully-Sadak Ki Baatein Hiphop Me Gandh Laayi

Fir Bhi Saale Saare Kamaane Aate Hai Bambai

Nafrat Rakho Baaju Me

Pehle Dekho Kitne Hai Chor

Chaaro Taraf Wahi Shaane Rappero Ka Shor

Kitnon Ke Liye Band Kar Diye Door

Kitnon Ne Chod Diya Kyuki Na Mila Support

Underground Kare Explore

Kitne Toh Pakde Hai Old School Style

Likhaai Me Gehraai

Experiment Hai Life

Kitne Saare Sub-Genres Fir Bhi Abhi Ek Hi Ka Hai Hype!

Producers Ko Na Milta Shrey

Breakdancers Toh Dabey

Darr Ke Graffiti Kare

Beatboxers Ko Na Bhaav

Pasand Aata Crowd Ko Jab Bollywood Bajaaye Dj!

Bhaarat Ki Janta Abhi Bhi Anpadh Hai Hiphop Se

Kyuki Yeh Na Parkhe Gaur Se

Aur Jo Bhi Na Aata Hai Chawl Se

Unko Kyu Karte Ignore Yeh?

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!