作词 : Arijit Singh
作曲 : Arijit Singh
Kaise Bataayein
Kaise Jataayein
Subah Tak Tujhmein Jeena Chaahein
Bheege Labon Ki
Geeli Hansi Ko
Peene Ka Mausam Hai Peena Chaahein
Ek Baat Kahoon Kya Ijazat Hai
Tere Ishq Ki Mujhko Aadat Hai
Ek Baat Kahoon Kya Ijazat Hai
Tere Ishq Ki Mujhko
Aadat Hai Ooo
Aadat Hai
Aadat Hai Ooo
Aadat Hai
···Music···
Ehsaas Tere Aur Mere Toh
Ek Dooje Se Jud Rahe
Ek Teri Talab Mujhe Aisi Lagi
Mere Hosh Bhi Udne Lage
Mujhe Milta Sukoon
Teri Baahon Mein
Jannat Jaisi Ek Raahat Hai
Ek Baat Kahoon Kya Ijazat Hai
Tere Ishq Ki Mujhko Aadat Hai
Ek Baat Kahoon Kya Ijazat Hai
Tere Ishq Ki Mujhko
Aadat Hai Ooo
Aadat Hai
Aadat Hai Ooo
Teri Aadat Hai
···Music···
Kyun Sabse Judaa
Kyun Sabse Alag
Andaaz Tere Lagte
Besaakh Ta Hum Saaye Se Tere
Har Shaam Lipat’te Hain
Har Waqt Mera
Qurbat Mein Teri
Jab Guzre Toh Ibadat Hai
Ek Baat Kahoon Kya Ijazat Hai
Tere Ishq Ki Mujhko Aadat Hai
Ek Baat Kahoon Kya Ijazat Hai
Tere Ishq Ki Mujhko
Aadat Hai Ooo
Aadat Hai
Aadat Hai Ooo
Teri Aadat Hai

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |