Jubin Nautiyal/Rocky Khanna-Aatishbaazi (Reprise)歌曲免费下载

《Jubin Nautiyal/Rocky Khanna-Aatishbaazi (Reprise)》歌曲详情

作词 : Jubin Nautiyal

作曲 : Jubin Nautiyal/Rocky Khanna/Rocky

Oww...Oww

Mujhko Na Khabar Thi Iss Tarah

Teri Yaadein Yun Tadpayengi

Mujhko Sataein Jo Yaadein Woh

Tere Hisse Bhi Toh Aaengi

Bechainiyon Mein Kyun Lamha Saja Hai

Ke Dil Nahi Sambhal Raha

Yeh Seene Ke Andar

Hain Kaisa Samandar

Kyun Mujhko Doobaein

Woh Yaadein Teri

Jo Tu Ru Ba Ru Hai

Toh Milta Sukoon Hai

Yeh Aatishbaazi Hai Teri Meri

Mujhse Yeh Dil Mera Keh Raha

Tujhse Hain Shikayatein Badi

Kyun Tere Jaane Ke Baad Bhi

Teri Yaadein Jaati Hi Nahi

Tera Asar Hai

Yeh Tera Nasha Hai

Ke Chain Mera Kho Raha

Yeh Seene Ke Andar

Hain Kaisa Samandar

Kyun Mujhko Doobaein

Woh Yaadein Teri

Jo Tu Ru Ba Ru Hai

Toh Milta Sukoon Hai

Yeh Aatishbaazi Hai Teri Meri

Yeh Dil Ko Pataa Hai

Jo Dil Chahta Hai

Woh Ehsaas Ki Tu Zaroorat Meri

Tu Hi Arzoo Hai

Tu Mera Junoon Hai

Yeh Aatishbaazi Hai Teri Meri

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!