Banno ki mehndi kya kahna
Banno ka jodha kya kahna
Banne lage hai phoolon ka gehna
Banno ki aankhen kajrari
Banno lage sabse pyari
Banno pe jaun main wari wari
Ho..
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhup ke sharmaye
Dekhe chori chori
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhup ke sharmaye
Dekhe chori chori
Yeh maane ya na maane main toh ispe mar gaya
Yeh ladki haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladki haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Babul ki galiyan
Na chadh ke jaana
Pagal deewana isko samjhana
Babul ki galiyan
Na chadh ke jaana
Pagal deewana isko samjhana
Dekho ji dekho yeh toh mere peeche pad gaya
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah
~ Sangeet ~
Laib kahe na kahe
Bolti hai nazar
Pyaar nahi chhupta
Yaar chhupane se
Pyaar nahi chhupta
Yaar chhupane se
Roop ghoonghat mein ho toh suhana lage
Baat nahi banti
Yaar batane se
Yeh dil ki baatein dil hi jaane ya jaane Khuda
Yeh ladki haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah
~ Sangeet ~
Maangne se kabhi
Haath milta nahi
Jodiyan banti
Hai pehle se sabki
Jodiyan banti
Hai pehle se sabki
Oh leke baraat ghar tere aunga main
Meri nahi yeh do
Marzi hai Rab ki
Are ja re ja yun jhooti muthi baatein na bana
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhup ke sharmaye
Dekhe chori chori
Babul ki galiyan
Na chadh ke jaana
Pagal deewana isko samjhana
Yeh maane ya na maane main toh ispe mar gaya
Yeh ladki yeh ladki hai Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladki haaye Allah
Haaye haaye re Allah
Yeh ladka haaye Allah
Haaye haaye re Allah.

热门推荐| 1 | |
|---|---|
| 2 | |
| 3 | |
| 4 | |
| 5 | |
| 6 | |
| 7 | |
| 8 | |
| 9 | |
| 10 |