Shashaa Tirupati/Hriday Gattani-Beparwahi歌曲免费下载

《Shashaa Tirupati/Hriday Gattani-Beparwahi》歌曲详情

作词 : Vayu

作曲 : Shashaa Tirupati

Mujhe tum mil gaye toh khaab paaye qareeb Jaise koi likh raha ho puchh karke naseeb Ab har khushi meri baat sunti hai Duniya se pehle tera saath chunti hai Tum hue jo dil me zururi Rehti hai fikron se doori Raas aa gai beparwahi Saansein chaahe paaun adhuri, Zindagi lagti hai puri Raas aa gai beparwahi Mujhe tum mil gaye toh khaab paaye qareeb Jaise koi likh raha ho puchh karke naseeb Aankhon ki shaakhon pe tumko rakh leti hun Hoti hun tanha par saath rehte ho Milte ho khilti hun, chalte ho chalti hun Hoti hai sach har jo baat kehte ho Khaabon ki daaliyon se swaad hum todein Bigdein bhi hum zara, barbaad hon thhode Hai yahi bas ik majboori Karti hun dil ki ji huzuri Raas as gai beparwahi Saansein chaahe paaun adhuri Zindagi lagti hai puri

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!